Tuesday 14 July 2015

इस्लामिक तरीके से मोबाइल केसे इस्तमाल करे .?

QURAN ... MOBILE💢🔷 SUWAL AUR JAWAB.

═SUWAL 1:: Mai ye pochna chahta hu Qurane
kareem ko Mobail me rakhna Kaisa hai (Mobile kahan kahan jata hai toilet me jata hai) to mobile main Qurane Kareem ki aayat rakh sakte hai ya nahi ???  🔵JAWAB 1:: Insan k seene mein quran hai kalima hai aur wo toilet bhi jata hai to fir jana band karen Albatta screen pe quran khol kar fir galat jagah pe le jana ye bura hai Is liye apne deen ko mushkil na banayen Mobile mein quran rakhna jaiz hai ┄─━═════▤▤═════━─┄ 🔴SUWAL 2:: Agar hum mobile main Qur'an ki aayat parh rahe hain tab bhi wazu karna zarori hai ???  🔵JAWAB 2:: Agar mobile me quran ya quran ki koi aayat screen pe open nahi he Balke file band he to mobile bila wuzu pakad sakte hen screen chhu sakte hen matlab us waqt quran ke hukm me nahi... Albatta jab screen pe aayat open ho to us ko bila wuzu nahi chhu sakte. ┄─━═════▤▤═════━─┄ 🔴SUWAL 3:: MOBILE YA COMPUTER SE QURAN KI AAYAAT SEND AUR DELETE KARNA KAISA HAI ???  🔵JAWAB 3:: MOBILE YA COMPUTER SE QURAN KI AAYAAT SEND AUR DELETE KIA JA SAKTA HAI. LAKIN DUNYAWI SONGS , MOVIES YA ACTORS/ACTRESS KI PIC KO LOAD KARNE KE LIE QURAN KI AAYAAT YA DEENI POST DELETE KARNA BILKUL MUNASIB NAHI. DOOSRI QURANI AAYAAT YA DOOSRE DEENI POST KO LOAD KARNE KE LIE AGAR PURANE WALE KO DELETE KIA JAE TO KOI HARJ NAHI. AAJ BHI MADARSO MAIN AUR DOOSRI JAGHA JAB PARHAYA JATA HAI TO BLACK BOARD YA WHITE BOARD PAR QURAN KI AAYAAT AUR HADEESO KO LIKHA JATA HAI AUR PHIR OSE MITA KAR DOOSRI AAYAAT AUR HADEES LIKHI JAATI H AI. ┄─━═════▤▤═════━─┄ 🔴PLEASE SHARE ┄─━═════▤▤═════━─┄

No comments:

Post a Comment